Kya Allah Ko Dekha Ja Sakta Hai | Is Ummat Ki Fazilat Ka Raaz | FH Offical
In this video we will talk about:
kya allah ko dekha ja sakta hai
is ummat ki fazilat ka raaz
fh offical
allah
kya allah ko dunya mai dekha ja sakta hai
kya insan allah ko dekh sakta hai
allah ko dekha hai
kya kisi ne allah ko dekha hai
allah ko dekha ja sakta hay
kya allah ko kisi ne dekha hai
allah ka deedar
fazilat ummat e muhammadia ka raaz
ummat e muhammadia ki fazilat
ummat e muhammadia ki fazilat in urdu
ummat e mustafa ki fazilat
ummat e muhammadi ki fazilat
ummat e muhammadi ﷺ ki fazilat
ummat e muhammadia ki fazilat in hindi
huzur ki ummat ka ezaaz
huzur ki ummat ki fazilat
ummat mohammadia fazilat
ummat e muhammdi ki fazilat
ummat e muhammad ki fazilat
ummat e mohammadia ki fazilat
ummate muhammadia ki fazilat
ummat e muhammadi saw ki fazilat

#kyaallahkodekhajasaktahai
#fhoffical
#allah
#isummatkifazilatkaraaz
#ummatemuhammadiakifailat
#allahkadeedar

Yeh video kya allah ko dekha ja sakta hai aur is ummat ki fazilat ka raaz k bare mein hai.murshid e pak Hazrat Syedna Gohar Shahi madazila ul aali ka tareekh saz rohani khitab jo apne talbeen e haq se furmaya is mein apne deedar e ellahi k bare mein bataya k kya allah ko dekha ja sakta hai?apne irshad furmaya k “jab koi apne undar ki rohani mukhloqat ko allah k zikr se zinda o bedar kar laita hai to phir woh mukhlooqat is jism se nikalny ki koshish karti hain.is mein aik mukhlooq jo insan k sar mein hoti hai woh nikal kar parwaz kar jati hai aur allah k robrou paish ho jati hai.apne furmaya k allah us ko aur woh allah ko peyar se dekhtay hain phir allah ka sara nuqsha us ki aankhon k zareye us k dil mein chula jata hai,phir allah furmaya hai k aub to neechay chula ja aub jo tujy dekh lay woh mujy dekh lay.”apne furmaya k allah tala k 99 naam hain 98 sifati hai aik naam zaati hai.sary nabi sifati isma waly mil kar b ism e zaat waly ko nahin pohnch suky.aik din Mousa a.s ne allah se kaha k aeh allah mujy deedar dai,jawab aaya k taab nahin hai.pocha k kisi mein taab ho gi?jawab aaya aik mera Habib (s.a.w.w) aur un ki ummat.Mousa a.s ko jallal aa gaya kehny lugy k main Nabi ho k Ummati k baraber nahin,jalwa dai dekhi jaey gi.jalwa para to Mousa a.s behosh ho gaey.aub kya waja hai k Mousa a.s is donya mein koh e toor mein behosh hoey.aur Hazoor Pak (s.a.w.w) allah k samny ja kar b muskara rahy hain?kyun k Mousa a.s k jism mein “Ya Rehman” ka safati noor tha jo zaat ki taab na la suka.aur Hazoor Pak (s.a.w.w) k jims Mubarak mein ism e zaat ka zati noor tha,zaat zaat k samny muskraya aur woh ism is Ummat ko mila tab is ko Baqi Ummaton par fazilat hui.

Disclaimer:
This video is on Islamic and spiritual teachings and is being uploaded for the benefit of humanity, copyright disclaimer under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is given for "fair use". Images, videos, photos or clips used in this video from YouTube or Google are for educational purposes only. They are safe. Through the Fair Use Act, Section 107